Vocal: Kishore Kumar, Lata MangeshkarLyrics
suno, kaho, kaha, suna, kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi suno, kaho, are kaha, suna, kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi are chali hawa, jhuki ghata, kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi teri kasam yeh dilkash nazare karte hai ishare jo samajhe koi mere sanam yeh khamosh aankhe bhi karti hai bate jo samjhe koi samjha nahi tum samjha do are suno, ha kaho, kaha, are suna, kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi bas jo chale to subah se lekar rahu sham tak main tere sang me gar ho sake to main apne dil par tera nam likh du har ek rang me bato me na uljhaao are suno, ha kaho, ha kaha, suna, kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi achchha kabhi phir bat chhedenge marzi nahi hai tumhari abhi kuchh ho gaya to badi hogi mushkil ke choti umar hai hamari abhi main kya karu batla do suno, ha kaho, kaha, are suna, kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi are chali hawa, jhuki ghata, kuchh huva kya zara sa kuchh huwa to hai zara sa kuchh huwa to hai zara sa kuchh huwa to hai zara sa kuchh huwa to hai